Chitika se Online Paise Kaise Kamaye: Hamne aapko jankari di ki online paise kaise kamaye, Aap ek firlds se nahi balki bahut se online areas se paise kama sakte hai. Jiske liye aapko mehnat ki jaroorat hoti hai. Aap blogging, youtube aur bhi bahut se tarike hai jinse aap online ghar baithe paise kama sakte hai. Chitika bhi Adsense ki tarah advertising website hai. Agar aapne blog banaya aur aapki google adsense approved nahi hui to aap chitika ke adversize apne blog par lagakar paise kama sakte hai. Kaise? dekhiye kya karna hai aapko-
Chitika Ke Bare Me Jane
Chitika bhi Google Adsense ki tarah ek advertising site hai, Chitika google adsense ke jaise ads par click karne ke paise deti hai, jo hame ads ko blog me dikhane ke paise deti hai. Yah bade-bade websites ke business related ads ko hame apne blog me dikhane ke paise deti hai. Jab koi badi company apna business ko promote karte hai to wo chitika jaisi badi sites par apne ads deti hai. Chitika un ads ko hame apne blog me lagane ke paise deti hai.
- Online Paise Kaise Kamaye – Ghar Baithe Paise Kamane Ke Tarike
- Youtube Se Video Upload Karke Paise Kaise Kamaye
Chitika Par Account Kaise Banaye?
Step 1: Sabse pahle aap chitika.com par jaye aur Sign Up par click kare.
2. Yaha apni email id dale.
3. Go button par click kare.
Step 2:
1. Go button par click karne ke bad aapki email id par ek msg aayega. jaisa ki aapko neeche screen par dikh rha hai.
2. msg me Complete My Application ka option hoga us par click kare.
Step 3: Uske baad ek windows khulegi, aapko isme sahi jankari bharni hai.
1. First Name me Apna Pahla Naam Dale.
2. Last name Me Apna Surname Likhe.
3. Username me apne Pura Name Dale.
4. Webste me apne website ka url dale jaise http://achisoch.com/ .
5. Password Me Strong Password Dale.
6. Confirm Password me dobara Password dale.
7. Country me Apne country name dale.
8. Last me submit par click kare.
Submit par click karne ke baad aapko thoda wait karna padega. uske baad aapke neeche image typr dikhega jaha aapko Go to My Dashboard par click karna hai.
Chitika par aapka account ban chuka hai ab chitika support team aapke website ki review karenge uske baad aapko 1 ya 2 din me mail aayegi uske baad aap code ko copy kare aur apne blog ke widgets ya kahi bhi daal sakte hai.
- Blogger – WordPress me Google Analytics Kaise Add Kare
- Google Adsense Ke Liye Kab Aue Kaise Apply Kare
- Google Adsense Ki CPC Kaise Badhaye – Increase Kare
6 Comments
Bhai chitik Aur Adnow Advertising Dono me se konsa Best rahega Hindi Blogs ke liye
Chitika
bhai maine chitika ke ads to lagaye hai. chitika par 50 impreshan dikhe par sirf 0.01$ itna kam…
bhai maina chitika ka ads blog par lgya par 205 impression hona ka bada bhi mera account $0.00 hai plz help me
Its very interesting and informative post
Thanks for sharing keep up the Good work
Awesome Information BrotherThanks for sharing such as useful content.