Depression Symptoms in Hindi: Depression hamari life me jahar gholne wala man ka ek important bhaw hai jo hamare roj ke life me bahut si problems ke liye hamare shrir dwara ki gai biological kriya hai, jise ham Tanav kahte hai jo thode time ke liye normaly har kisi me paya jata hai, lekin lambe time tak kisi pareshani ke chalte yah hamari habit me shamil ho jaye to hamare liye bahut problem ho sakti hai. Aaj ham is bare me hi jankari yaha aapko share kar rahe hai, aakhir Diression ke lakshan kya hai aur kyun hota hai, ise Door kaise kiya ja sakta hai to chaliye kaise ?
Aadmi ki tulna me mahila Awsaad se jyada effective hoti hai. Iski bajah se personal aur professional life dono ka bura asar padhta hai aur iske alawa bimari se mood, lifestyle sochne samajhne ki chhamta par bura asar padhta hai.
Udasi Avsaad Ke Lakshan
Depression ke lakshan har vyakti me alag-alag ho sakte hai. Iske alawa kuchh vyakti awasad ko kam time anubhaw karte hai aur kuchh log isase lambe time tak jujhate rahte hai. Is bimari ke lakshan:
- Bhukh jyada ya kam lagna
- Ekagrata me kami
- Baichaini aur chidchidapan
- Dusro se duriya banana
- Khudkushi karne ki soch
- Jiwan me bebasi feel karna
- Hamesha Rukhapan aur thakawat
- Koi goal choose na kar pana
- Neend ka kam hona
- kisi ko nuksaan pahuchane ki soch
Depression Hone Ki Main Vajah
Depression ka bahari karan chinta aur tanav hai. Iske liye jyadatar halat jimmedar hote hai. Avsad sharirik pareshaniyo se juda ho sakta hai jaise sharirik drama ya fir hormone me hone wale badlaw..
Kisi apne se door hona.
Kisi exam me fail hona. ‘
Retirement ke baad khud ko bekar samajhana
Karj badh jana aur use chuka na pana
Mehnat ke baab bhi acha result na milna.
Depression Ka Upchar
Depression kabhi bhi khatm nhi hota hai. Agar koi vyakti avsaad feel karta hai. To isase nikalne ke liye upay kane ki jaroorat padhti hai. Is problems se chhutkara pane ke liye aap ye activity kar sakte hai.
Rojana Exercise
Depression, Tanav, Baichaini ko door karne ke liye jaroori hai ki aap exercise kare. Rojana 20-25 minute running, nachna, Jogging, Cycling jor jor se hasna bahut beneficial hota hai.
Aap Exericise me Yoga, Prananayam etc bhi kar sakte hai. Yoga karne se man shant rahta hai aur sharir ke nigative thoughts door hote hai.
Lagatar Kaam Karne Se Bache
Agar aap kisi kaam me lagatar busy rahte hai to aap ke man me stress hone lagta hai isliye stress kam karne ke liye beech-beech me break jaroor le.
Khuli Hawa Me Ghume
Aksar Man ka blood presser thik se na hone par bhi tanav jaise problems hoti hai, subah ya sham aap bahar ghumne chale jaye jisase aapki manshik blood circum sahi se chale aur aap stresss se bach jaye.
Apni Problems Share Karna
Un bato ko apne dil hi dil me na rahne de agar aap apne problems ko apne family ya dosto se share karenge to aapko koi na koi solution jaroor milega aur aapke dil ko shanti milegi.
Is bimri ke liye jaroori hai support jo har marij ki baat ko sunkar sahi solution de sake. Aap jis par trust karte hai use apni problem bataye aapka man halka hoga aur bimari jaldi thik hogi.
Apni filings share karne ke baad jivan me positive lane ki jaroorat hai.
Manpsant Kaam Karna
Apna manpasand kaam karne par har koi khushi feel karta hai. Isliye aap depression ko door karne ke liye apne manpasand work kare, jaise music sikhna, dance karna game ghelna, Ghumna, Movie dekhana etc.
Sycretist ki Help
Depression jyada purana ho jaye to dusri mansik bimariya ho sakte hai aadmi pagal bhi ho sakta hai. Kisi ache Sycretist se milkar apni feeling share kare, wah aapko batayega ki depression hai ya kuchh or. Yadi depression hai to aapko sahi dawa batayega.
Khanpan Par Dhyan
Awsaad se pareshan vyakti ya to jyada khakar mota ho jata hai ya fir bahut kamjor.
Agar bhukh aur pachan me problem hai to postic aahar lena chahiye. Isase sharir ko urja milegi aur aapka mood thik rahega.
Bhokh na lagi ho to bhi kuchh halka khaye isase aapko kaam karne ki takat milti hai.