Android Mobile ka Pattern Lock Kaise Tode Unlock Kare Bina Data Reset Kiye

How To Reset Pattern lock in My Android Mobile: Agar galti se kabhi aap apne anroid smartphone ka pattern lock ya pin bhul jaye to fir kya karna chahiye? Security ke liye ham apne mobile me password daal dete hai jisase koi bhi hamare personal documents ko check nhi kar sakta hai. First time hame smartphone 5 baar option deta hai. Agar fir bhi hamara lock unlock nhi ho pata hai to hame 30 minute ka time fir baad fir se unlock karne ka option deta hai. Agar ham us time ka wait na karke lagatar password unlock karne me lag jate hai to hamara mobile fully locked ho jata hai.

Is problems ko aaj ham solve kaise kare ye batate hai kaise aap bina kisi software dale apni paise spend kiye ghar baithe aap mobile ka password ko tod sakte hai. 

Android Mobile ka Pattern Lock Kaise Tode Unlock Kare Bina Data Reset Kiye
Android Mobile ka Pattern Lock Kaise Tode Unlock Kare Bina Data Reset Kiye

Mobile ka Pattern Lock Kaise Tode – Unlock Kare

Yha par ham aapko step by step puri jankari de rahe hai, Jise aapne dhan se padhna hai fir apne phone par analysis kare.

Step 1: Apne mobile ko Switch Off Kare.

Step 2: Ab aapko 3 button ek sath

  • Volume (Aawaj) Badhane wala button (Volume Up)
  • Lock Karne Wala Button  ( Power Button )
  • Home Key (Beech Wala) Button ( Home Key)

Teeno Buttons ko ek sath daba kar rakho.
Step 3: Uske baad ek screen open hogi jha par aapne uppar aur niche jane ke liye volume wale keys (button) ka use karna hai.

Step 4: Aapne last me jana hai aur waha Restore Factory Defaults is options ko select karna hai.

Step 5: Restore Factory hone ke baad rebot system par jakar apna phone rebot karna hai.

Ye steps follow karne ke baad aapka mobile reset ho jayega.

Ye trick aap apne friends, realatives ko bhi social networks ke jariye  bhej sakte hai. Aise hi hamare site par bane rahe ham aapko new tricks dete rahenge.

मेरा नाम कुलदीप पंवार है में चंडीगढ़ का रहने वाला हूँ। achisoch पर आपको Self improvement, motivational, Study tips के अलावा Health, Beauty, relationship की भी जानकारी देने की कोशिश करता हूँ।। किसी भी टिप्स या नुस्खे को आजमाने से पहले आप अपने डॉक्टर से जरूर जानकारी लें। मेरा उद्देश्य आपको जागरूक करना है। आपका डाॅक्टर ही आपकी सेहत बेहतर जानता है।

3 COMMENTS

  1. Mere pass HTC mobile hai jo lock hokar google id mang raha hai mere pass google id hai lekin mobile ka data on nahi hai or bina on kiye vo khul nahi raha hai on kese karna hai please mujhko koi batado

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here