हर साल भारत में 15 अगस्त को स्वतंत्रता दिवस मनाया जाता है। भारत के लोगों के लिए ये दिन बहुत ही महत्वपूर्ण होता है। बहुत वर्षों की गुलामी के बाद ब्रिटिश शासन से इस दिन भारत को आजादी मिली। 15 अगस्त 1947 को ब्रिटिश गवर्नमेंट से देश की इंडिपेंडेंस को सम्मान देने के लिए पूरे इंडिया में इस दिन को हॉलिडे के रूप में घोषित किया गया है।
15 August Status in Hindi
यह दिन है अभिमान का, है माता के मान का
नहीं जाएगा रक्त व्यर्थ, वीरों के बलिदान का
स्वतंत्रता दिवस की शुभकामनाएं
आन देश की शान देश की, देश की हम संतान हैं,
तीन रंगों से रंगा तिरंगा, अपनी ये पहचान है!
वो तिरंगे वाले DP हो तो लगा लेना भाई जी,
सुना है कल देशभक्ति दिखने वाली तारीख हैं।
ज़माने भर में मिलते हे आशिक कई ,
मगर वतन से खूबसूरत कोई सनम नहीं होता ,
नोटों में भी लिपट कर, सोने में सिमटकर मरे हे कई ,
मगर तिरंगे से खूबसूरत कोई कफ़न नहीं होता.
सरफ़रोशी की शमा दिल में जला लू तो क्या होगा?
सारा लहू अगर शरहदों पे बहा दूँ तो क्या होगा?
विकसित होता राष्ट्र हमारा,
रंग लाती हर कुर्बानी है
फक्र से अपना परिचय देते,
हम सारे हिन्दोस्तानी है |
मरने के बाद भी जिसके नाम मे जान हैं,
ऐसे जाबाज़ सैनिक हमारे भारत की शान है।
चड़ गये जो हंसकर सूली;
खाई जिन्होने सीने पर गोली;
हम उनको प्रणाम करते हैं!
जो मिट गये देश पर;
हम सब उनको सलाम करते हैं!
स्वतंत्रता दिवस की बधाई!
मज़हब कुछ हो हिंदी हैं हम सारे भाई भाई हैं,
हिन्दू हैं या मुस्लिम हैं या सिख हैं या ईसाई हैं।
प्रेम ने सब को एक किया है प्रेम के हम शैदाई हैं,
भारत नाम के आशिक़ हैं हम भारत के शौदाई हैं।
भारत प्यारा देश हमारा सब देशों से न्यारा है।
आन देश की शान देश की,
देश की हम संतान हैं,
तीन रंगों से रंगा तिरंगा,
अपनी ये पहचान है!
75वें स्वतंत्रता दिवस की शुभकामना सन्देश
1. Saare Jahan se achha, Hindusta Hamara Ham Bulbule hai iske ye gulsita hamara.
2. Sarfaroshi ki tammana ab hamare dil me hai, dekhna hai jor kitna Baju-e-katil me hai.
3. Na doodh dunga na kheer dunga, kashmir ki taraf dekhega to cheer dunga, ye to hamare neta hi nakara hai, tabhi Pakistan tumhara hai, Mita dunga hasti tumhari Bharat hamara hai.
4. Manjil Pana to bahut door ki baat hai, Garoor me rahoge to raste bhi na dekh payenge.
5. Majahab nhi sikhata, Aapas me bair rakhna.
6. Bharat maa teri gatha, sabse unchi teri shaan, tere aage shish jhukaye, de tujhko ham samman sawatantrata divas ki shubh kamnaye.
7. Swatantrata Diwas Ki Shubhkamnaye Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hum hai iski haan, Jaan luta denge watan pe ho jayenge qurban Isliye hum kehte hain mera Hindustan mahan.
8. Aap sabhi ko Independence Day ki subhkamnaye aur hum sab umeed karte hai ki aap ye din khushi se manao.
9. Hum sab indian hai aur hum kisi se bhi nahi darte. Hum sabhi religion ki ijat karte hai, Hum sab indian ko proud hai ki hum indian hai.
10. Aayie is din desh ka samman kare, Shahido ko yaad kare aur ache future ki kamana kare.
11. Main Bharat ka nagrik hu ye mere liye bahut samaan ki baat hai. Chinta nahi mujhe ki swarg mile ya nark, tiranga ko kafan mera bus yahi armaan rakhta hu.
12. 15th August har saal isliye celebrate kiya jata hai kueki hume yaad rahe ki humne is din kya paya aur kya khoya hai.
13. Independence day par hum aapki life ke liye subhkamnaye (wishes) dete hai ki aapki life happy rahe.
14. Is din ko yaad karo aur apne ache future ke bare me socho, ye humari duty hai. Happy Independence Day all of you.
15. Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai, Dekhna hai jor kitna, baju-e-qatil mein hain.
16. Unity ka karan bano, corruption ke khilaaf fight karo, Happy Independence Day 2016.
17. 15th August ka din wo din hai, jis din hume pata lagta hai ki hum kon hai aur hum yaha tak kaise pahuche. Happy Independence Day 2016.
18. Humse mat pucho ki hum kon hai, tum ye batao ki tum kon ho.
19. Puch lo sab se humare desh ki kya kahani hai, kaise mili aajadi ye ek itihash hai.
20. Jao dosto sunao sab ko aajadi humare hindustan ki, dharm sab ke alag alag par maksad sabka ek.
21. Humare desh me 31 states hai, 1618 Language hai, 6400 Castes hai, 6 Religion hai, bahut sare festivals hai aur sabse badi baat ye ek desh hai “India”. Be Proud to be an Indian.
22. Hum Hindustani sir sirf 3 jagah jhukate hai :- Ek Ma – Baap ke samane, Dusara Bhagwan ke samane aur tisara Flag ke samane.
23. Kabhi bhi ye na pucho ki watan ne tumhe kya diya hai ab ye batao ki tumne watan ke liye kya kiya hai.
24. Main apne aap par maan karta hu main is desh ka nagrik hu.
25. Jo desh dusare desh ko gulaam banata hai asal me wo desh banjare hote hai, unka koi deen dhram nahi hota.